Yeh Sooraj Se Bhi Keh DoKe Apni Aag Bujha Ke Kare
Yeh Sooraj Se Bhi Keh DoKe Apni Aag Bujha Ke Kare
Agar Usse Baatein Karni HainTo Phir Nazar Jhuka Ke Kare
To Phir Nazar Jhuka Ke Kare
Taare Uske Hath Mein Hone Hi Chahiye
Jugnu Uske Sath Mein Sone Hi Chahiye
Ho Khushbuon Se Uski Sifarish Ki Jaaye
Ho Khushbuon Se Uski Sifarish Ki Jaaye
Ae Khuda Tu Bol De Tere Baadlon Ko
Ae Khuda Tu Bol De Tere Baadlon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai
Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Raha Hai
Baarish Ki Jaaye
Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare
Ho ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare
Mohabbat-e-Jaani ki poori khwahish ki jaaye
Mohabbat-e-Jaani ki poori khwahish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Haaye aashiq ho jaane mein kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha use toh ye maloom hua
Ke jannat ko paane mein kitna waqt lagta
Ye jamana jaane na
Kya kara sakti hai
O yaar mere ki nazar hai
Dariya dooba sakti hai
Uska bas chale toh saara dariya pee jaaye
Uska bas chale toh saara dariya pee jaaye
Ae khuda, ae khuda
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte
Ghalib zinda hote toh tere liye likhte
Ghalib zinda hote toh tere liye likhte
Comments